5W……………….!
What, where, why, when,who/ kya, kyu, kaha, kab aur koun?
Sirf itneme hi humari jindgi kt rha hai isske upar hum koi aur saval krte hi
nhi hai jaise ki ye jivan ke panch chakre ho aur issme hi hum gatisil hote
hai…sirf bhagdour aur kuchh nhi 5W ke chakkar me hi lge rhte hai kbhi bhi
aadhyatam aur sant mn ki or bhi hum dyan nhi dete hai jaise ki sirf aur sirf
umkami aur jivan ko kharch krne aaye hai jaise ki 5W jivan ka hissa hi bn gya
hai.. anjan aadmi bhi mile to us pr ye 5W thop dete hai kbhi bi ye nhi sochte
ki samne vala ka mn kaisa hai bus hum mast hai to sb mast hai sochte hai pr ye
sochna kanha tk sanhi hai. Hum jindgi ke maine bhul rhe hai hume prakriti ne
gyan se navaja hai life ka kuchh to matlab nikalna chahiye kuchh aise bhi krne
ki kosis krne chahiye jisse logo ko prernaye mile mn me kai vichar aate hai ki
hum jivan bhar apni bhoutik vastuo ke pichhe hi 5W ko lekr jivn bhar lge rhte
hai kbhi yenhi sochte ki hum kya kyuchh hatkr kr sakte hai jaise ki kuchh apne
liye nhi dusre ke liye bina 5W ko bina bich me laye nisvart seva krke dekho mn
sant ho jayega………
5W