Manjhi
Manjhi aaj inhe koun nhi janta hai sayad hi
koi aisa hoga jo manjhi aur uske sahas aur shourya se parichit na ho. Bihar
rajya ke Gya jila me janme menjhi ka bachpan bahut hu samanya jivan ki tarh hi
rha aur bachpan se hi vo mn ke kam krne vale rhe the.. unki bachpane lekr yuva
aavsatha tk ka jivan bahut hi mahenat aur kam krke bita tha. Shadi ke dino se
lekr unke jivan me baccho ke aane tk ka
jivan accha rha. vanhi us gaon me ek pahad tha jise par krke gaon se aana jana
hota tha jaise ki us pahad ne aajad bharat ke us gaon ko jaise gulemi ki
janjiro me bandh rhkha ho.. ekk bar ki bat jab mandhi majduri krne dusre goan
aaya huaa tha. Uske liye khana lekr unki patni nikli jaise hi vo pahad ki uchai
pr pahuchi to unks pair fisal gya jisse unki mout ho gyi manjhi ko us ghatna ka
gahra prabhav pda aur unho ne ye than liya ki is pahad ko tod kr hi rhenge
tanki jaise meri patni mujhse dur hui hai vaise kisi aur ke sath na ho unhone
lga tar roj roj pahad ko todne ka kam
krte aisa krte krte 30varsho me unho ne pahad ko tod diya. Jab sasan se madd
leni chahi to usi ke gaon ke mukhyan aur kuchh saskiya kramchariyo ke mili
bhagat se unka sara paisa bhrastachar ki bhet chad gya manjhi to manjhi hi the
unho ne har nhi mani aur pahad tod kr rasta nikal hi diya jaise ki gya jile ke
use gaon ke logon ko pahad se aajadi diya……………
“Such me Manjhi
ji ko naman”