Thursday, September 1, 2016

Child labor : kab tak…


Child labor : kab tak…


Sahar ho ya koi chhota vikasit kshetra hr kanhi apko aise bacche jarur milenge jinki umar 14year se km hoga. Isme koi sak nhi hai ki aise km umar me kam krne vale baccho ki koi kmi nhi njar aata hai. Aksar dukano me hotelo me aur to aur karkhano me bhi aise bacche kem krte mil hi jyaenge… magr mn me vichar aata hai ki kyu itne km aayu me bacche kam ki or aakarshit hote hai.. iska mul karan vo bichouliye hote hai jo slam bastiyo me jakr logo ko ye kah kr bhadkate hai ki padhai likhai se kuchh nhi hota hai baccha 12 padh bhi le to koun sa lardsahab bn jayega.. aur un garib logo ko target krte hai jinki parivarik sthiti kmjor hoti hai un logo ko aise log bahla fusla kr unke baccho ko factory ya fir kisi dukan me kam pr lga dete hai.. isme unka bhi fayda juda hota hai un bichouliyo ki sath ganth bade dukandaro factory ke maliko se hota hai jo unhe majdur ya kamgar slupply krne ke bahane moti rakam ki vashuli krte hai… aur munafa kamate hai jao bacche aisekm umra me kaam kaj me lg jate hai unka mansik vikash auvrudh ho jata hai unhe 12-16 ghante kam kraya jata hai jisse saririk sithilta bhi aati hai aur samay se pahle bhari kam krne ke karan uka sarir sahi tarike se viksit nhi ho pata hai ye kitna dukhad hai jra sochiye itna hi nhi ye to sirf un baccho ki kahani tk simit nhi hai kai balki kai aise states bhi hai janha dusre goan se majduron ko bandhuaa bna kr laya jata hai unse din rat kam liya jata hai unki halat to aur khrab hota hai unka dard to koi nhi sun pata hai agar unki sthiti dekhna hai to aap ek chij pr gour kariyega jaise hi Navanber mahina paar hota hai vaise hi lambi yatra vali gadiyo traino me bahut bhid rhta hai aisa bi hota hai ki jab logo ko sufar ke douran traino me baithne ke liye jagah tk nsib nhi hota hai.. kbhi khyal nhi aya hoga ki itna bhid kanha se aata hai vo log bandhua majduri ke liye jaa rhe hote hai lgbhag 7-8 mahine ke sarir tod kam krne ke liye khud ko bandhua bna dete hai vanha unke baccho se bhi kam kraya jata hai kitni dukh ki bat hai yanha manvaadhikar ye kahta hai ki 14 saal ke baccho ko niyamit sikhsa aur 18 sal se km umra ke baccho se km lena kanoonn apradh hai fir bhi log bina darr ke aise kam kra rhe hai….. childlebor bnane valo kekhilaf aavaj uthayiye…..

                                      “SAVE CHILD & SAVE BACHPAN”